Jab Jab Bahar Aayi Lyrics Taqdeer 1967

Published: | Updated:
Jab Jab Bahar Aayi Lyrics from Taqdeer 1967: The song is sung by Mohammed Rafi, composed by Laxmikant-Pyarelal with lyrics written by Anand Bakshi and it features Bharat Bhushan and Shalini.

Jab Jab Bahar Aayi Lyrics

Jab jab bahar aayi aur phool muskuraye,
Mujhe tum yaad aaye
Jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaaye,
Mujhe tum yaad aaye.

Apna koi tarana maine nahin banaaya
Tum ne mere labon pe har ek sur sajayaa
Jab jab mere taraane duniya ne gungunaaye
Mujhe tum yaad aaye.

Ek pyar aur wafa ki tasveer maanta hoon
Tasveer kya tumhe main taqdeer manta hoon
Dekhi nazar ne khushiyaan, ya dekhe gum ke saaye
Mujhe tum yaad aaye

Mumkin hai zindagaani kar jaaye bewafaai
Lekin yeh pyar woh hai jismein nahin judaai
Is pyar ke fasaane, jab jab zuban pe aaye
Mujhe tum yaad aaye

Written by:
Anand Bakshi

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Jab Jab Bahar Aayi" song is from?

The song "Jab Jab Bahar Aayi" is from the soundtrack album "Taqdeer 1967".

Who wrote the lyrics of "Jab Jab Bahar Aayi" song?

Anand Bakshi written the lyrics of "Jab Jab Bahar Aayi". Anand Bakshi is known for writing songs like Gulabi Aankhen, The Jawaani Song, and Bade Achhe Lagte Hain Song.

Who is the singer of "Jab Jab Bahar Aayi" song?

Mohammed Rafi has sung the song "Jab Jab Bahar Aayi". Mohammed Rafi is known for singing songs like Mehbooba, Jab Jab Bahar Aayi, and Hum Intezaar Karenge.