Roshan Tumhi Se Duniya Lyrics Parasmani (1963)

Published: | Updated:
Roshan Tumhi Se Duniya Lyrics from Parasmani (1963): The song is sung by Mohammed Rafi, composed by Laxmikant-Pyarelal with lyrics written by Asad Bhopali and it features Mahipal and Geetanjali.

Roshan Tumhi Se Duniya Lyrics

Hmmmmmm hmmm aaaa aaaa
Ho… Oo…

Roshan tumhi se duniya
Raunaq tumhi jahaan ki
Phoolon me palne wali
Raani ho gulsitaan ki..
Salamat raho.. salamat raho..

Roshan tumhi se duniya
Raunaq tumhi jahaan ki
Phoolon me palne wali
Raani ho gulsitaan ki..
Salamat raho..
Salamat raho.. haaye
Salamat raho..

Oh.. naazuk ho naaz se bhi
Tum pyaar se bhi pyaare
Naazuk ho naaz se bhi
Tum pyaar se bhi pyaare
Tum husn se haseen ho
Kya baat hai tumhari
Kya baat hai tumhari..
Aankhon me do jahaan hain
Maalik ho do jahaan ki
Salaamat raho…
Salaamat raho haaye
Salaamat raho..

Aa… aa… aa…
O ho ho…

Dil chaahe toot jaaye
Mere dil se yunhi khelo
Dil chaahe toot jaaye
Mere dil se yunhi khelo

Jeeti raho yunhi tum
Meri bhi umr le lo
Meri bhi umr le lo..
Kis din duaa na maangi
Humne tumhaari jaan ki
Salamat raho..
Salamat raho..

Roshan tumhi se duniya
Raunaq tumhi jahaan ki
Phoolon me palne waali
Raani ho gulsitaan ki..
Salaamat raho..
Salaamat raho..
Salaamat raho..
Salaamat raho..

Written by:
Asad Bhopali

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Roshan Tumhi Se Duniya" song is from?

The song "Roshan Tumhi Se Duniya" is from the soundtrack album "Parasmani (1963)".

Who wrote the lyrics of "Roshan Tumhi Se Duniya" song?

Asad Bhopali written the lyrics of "Roshan Tumhi Se Duniya". Asad Bhopali is known for writing songs like Roshan Tumhi Se Duniya, Dil Deewana Bin Sajna Ke Mane Na, and Kabootar Ja Ja Ja.

Who is the singer of "Roshan Tumhi Se Duniya" song?

Mohammed Rafi has sung the song "Roshan Tumhi Se Duniya". Mohammed Rafi is known for singing songs like Mehbooba, Jab Jab Bahar Aayi, and Hum Intezaar Karenge.