Mausam Yeh Kyun Badal Gaya Lyrics Sonali Cable

Published: | Updated:
Mausam Yeh Kyun Badal Gaya Lyrics from Sonali Cable (2014): A beautiful soothing song composed by Raghav Sachar, nicely sung by Kshitij Tarey while these beautiful words are penned by Kumaar.

Mausam Yeh Kyun Badal Gaya Lyrics

Mausam yeh kyun badal gaya
Seene se kuch nikal gaya
Apna koi mujhe chhod ke gaya
Chala gaya

Aa… aa..

Laqeerein ro padi haathon mein kahin
Dil hai dukha baaton-baaton mein kahin
Laqeeren ro padi, haathon mein kahin
Dil hai dukha baaton-baaton mein kahin

Kyun neendein lagein ab kaanch si
Sapney sabhi athra gaye…
Kyun chalte huve hum apne hi
Saaye se takra gaye
Socha tha kya, kya ho gaya
Mausam yeh kyun badal gaya
Seene se kuch nikal gaya

Aa… aa….

Dil mein tere kahin kharidun woh zameen
Kharchun mein abhi, jo sapne hai sabhi
Woh armaano ka hai chhota sa ghar
Aa jaao tum, mere humsafar..
Main tumhaare hi saath rahoon umr bhar
Chaaha tha yeh maine toh par
Do lamhon mein sab khatam ho gaya

Mausam yeh kyu badal gaya
Seene se kuch nikal gaya
Apna koi mujhe chhod ke gaya, chala gaya
Mausam ye kyun badal gaya..

Written by:
Kumaar

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Mausam Yeh Kyun Badal Gaya" song is from?

The song "Mausam Yeh Kyun Badal Gaya" is from the soundtrack album "Sonali Cable".

Who wrote the lyrics of "Mausam Yeh Kyun Badal Gaya" song?

Kumaar written the lyrics of "Mausam Yeh Kyun Badal Gaya". Kumaar is known for writing songs like Samjhawan, Thodi Der, and Ishq Bulaava.

Who is the singer of "Mausam Yeh Kyun Badal Gaya" song?

Kshitij Tarey has sung the song "Mausam Yeh Kyun Badal Gaya". Kshitij Tarey is known for singing songs like Aye Khuda, Mausam Yeh Kyun Badal Gaya, and Jhalkiyan.