Tu Hai Lyrics Salim-Sulaiman

Published: | Updated:
Tu Hai Lyrics from Jammin’s fourth collaboration of YouTube star Jonita Gandhi and Bollywood music composer duo Salim-Sulaiman. Tu Hai is composed by Salim-Sulaiman and written by Shraddha Pandit & Dhiren Garg.

Tu Hai Lyrics

Shayad tumko koi aur ab mill gaya
Shayad dil bhi kahin aur ab jud gaya
Lekin tera asar yun kuch hua hai
Yeh tune kya kiya

Tuhi meri.. subah
Tuhi meri.. shaam hai
Tuhi meri.. duaa tu hai tu hai (x2)

Tu hai, tu hai…

Tu hai, tu hai…

Shayad tere dil se ab main utar gaya
Shayad usme koi aur ab bas gaya
Lekin kaise tujhe main yun bhula dun
Yeh tune kya kiya

Tuhi meri.. subah
Tuhi meri.. shaam hai
Tuhi meri.. duaa tu hai tu hai (x2)

Tu hi meri har subah…
Tu hi meri har duaa

(Tu hai, Tu hai)

Tuhi meri.. subah
Tuhi meri.. shaam hai
Tuhi meri.. duaa tu hai tu hai (x2)

(Kaise bhula doon tujhe)
Tu hai, tu hai
Tu hi meri har subah, har duaa

Tu hai, tu hai…

Written by:
Shraddha Pandit and Dhiren Garg

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Tu Hai" song?

Shraddha Pandit and Dhiren Garg have written the lyrics of "Tu Hai". Shraddha Pandit is known for writing songs like Ghar Aao Na, Chulein Aasman, and Tu Hai.

Who is the singer of "Tu Hai" song?

Salim-Sulaiman and Jonita Gandhi have sung the song "Tu Hai".

Who directed "Tu Hai" music video?

Shakti Hasija has directed the music video of "Tu Hai".