Aasmaa Lyrics Saand Ki Aankh

Published: | Updated:
Aasmaa Lyrics (आसमा Lyrics in Hindi) from Saand Ki Aankh: The motivational song is sung by Asha Bhosle and composed by Vishal Mishra while Raj Shekhar has written the lyrics of the "Aasma" song. The song is from Tushar Hiranandani directed Hindi feature film "Saand Ki Aankh" starring Bhumi Pednekar and Taapsee Pannu.

Aasmaa Lyrics

Aasmaa ooncha hai mera, tu hi chhu le na
Mere saare sapne tere, tu hi jee le na

Raat hai gehri badi par jayegi yeh jayegi
Raat hai gehri badi par jayegi haan jayegi

Aasmaa ooncha hai mera, tu hi chhu le na
Mere saare sapne tere, tu hi jee le na

Raat hai gehri badi par jayegi haan jayegi
Raat hai gehri badi par jayegi yeh jayegi

O ri laado mann kare to..
O ri laado mann kare to titli ban jaana
Odhani ke rang le udd jaaana
Ja falak pe kuch sitaare neeche girana

Kitni ho ziddi hawa, tu na aana
Tujhko udta dekhne ko hum bhi aayenge
Saath unn oonchaaiyon par muskurayenge

Ujli subah tere khaatir aayegi haan aayegi
Raat hai gehri badi par jayegi yeh jayegi

Ab nahi bas baat dekho
Ab nahi bas baat dekho teri ya meri
Tujhko dekhe kitni aankhein sapne bhari
Kitno ka hi kal chhupa hai aaj mein tere
Unn sooraj bhi khilenge saath tere
Meri teri unki khaatir tarna tujhe hai
Sab ki ummeedein hain tujhse udna tujhe
Saari duniya saath hi phir gaayegi haan gaayegi

Raat hai gehri badi par jayegi haan jayegi
Raat hai gehri badi par jayegi haan jayegi

Written by:
Raj Shekhar

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Aasmaa" song is from?

The song "Aasmaa" is from the soundtrack album "Saand Ki Aankh".

Who wrote the lyrics of "Aasmaa" song?

Raj Shekhar written the lyrics of "Aasmaa". Raj Shekhar is known for writing songs like Ki Honda Pyaar, Beh Chala, and Ghani Bawri.

Who is the singer of "Aasmaa" song?

Asha Bhosle has sung the song "Aasmaa". Asha Bhosle is known for singing songs like Aasmaa, Prem Mein Tohre, and Ho Ja Rangeela Re.

Who directed Saand Ki Aankh?

Tushar Hiranandani has directed the film Saand Ki Aankh.