Behka Na

Parey Hut Love
Ali Tariq and Harshdeep Kaur have sung the song. Saad Sultan has produced the music while Asim Raza has written the Behka Na lyrics. and, it features SHEHRYAR MUNAWAR and Maya Ali.

Behka Na Lyrics

Bhaagte inn nazaron mein
Hai ye kaise pal thehra huaa
Bhatke se hum, bhate kadam
Mehka hai jaise ruaan ruaan

Na hi socha na hi samjha
Bas karne ko main chala
Abhi toh mann mere paas tha
Kab behka kab talaa

Bina bole jo nazar keh jaaye
Haule haule dil ko dil se milaye
Jaane jaana mujhe behka na

Bina bole jo nazar keh jaaye
Haule haule dil ko dil se milaye
Jaane jaana mujhe behka na

Duaaon mein sadaayein thi
Sadaaon mein na tha koi
Chhuaa jo garm saanson ne
Laga yun ho silaah koi

Labon pe ilteza aayi
Asar leke wafaa aayi
Dil musaafir darbadar
Kis dagar pe hai laayi

Bina bole jo nazar keh jaaye
Haule haule dil ko dil se milaye
Jaane jaana mujhe behka na

Naa hi socha naa hi samjha
Bas karne ko ye chala
Abhi toh mann mere paas tha
Kab behka kab talaa

Bina bole jo nazar keh jaaye
Haule haule dil ko dil se milaye
Jaane jaana mujhe behka na

Bina bole jo nazar keh jaaye
Haule haule dil ko dil se milaye
Jaane jaana mujhe behka na

Written by:
Asim Raza

"Behka Na" Video

Video Thumbnail

"Behka Na" Song Info

Singer
Ali Tariq, Harshdeep Kaur
Lyricist
Asim Raza
Music
Saad Sultan
Cast
Sheheryar Munawar, Maya Ali
Music Label
ARY