So Gaya Yeh Jahan Lyrics

Published: | Updated:
So Gaya Yeh Jahan Lyrics (सो गया यह जहाँ Lyrics in Hindi) from Bypass Road: The song is sung by Nitin Mukesh, Jubin Nautiyal, and Saloni Thakkar. The song has music produced by Raaj Aashoo while the new lyrics are written by Shabbir Ahmed.

The 80s classic track So Gaya Yeh Jahan from Tezaab (1988) was originally composed by Laxmikant-Pyarelal, written by Javed Akhtar and sung by Nitin Mukesh, Shabbir Kumar and Alka Yagnik. 

So Gaya Yeh Jahan Lyrics

Yeh dard ke lamhe
Sard hawaaye
Zindagi sehmi
Saans kaise aaye

Yeh khauf hai dil mein
Ki dheere dheere
Teri khamoshi
Jaan le na jaaye

Kis mod pe zindagi le aayi bewajah

So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gayi ye saari manzilein
Ye saari manzilein
So gaya hai rasta

So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan

Yeh dard har lamha soney nahi deta
Door hoke tumse, hone nahi deta

Yeh dard har lamha soney nahi deta
Door hoke tumse, hone nahi deta

Yeh dard ke lamhe
Sard hawaaye
Zindagi sehmi
Saans kaise aaye

Yeh khauf hai dil mein
Ki dheere dheere
Teri khamoshi
Jaan le na jaaye

Kis mod pe zindagi le aayi bewajah

[Nitin Mukesh]
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan
So gayi hain saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya hai rasta!

[Jubin Nautiyal]
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan

Written by:
Shabbir Ahmed

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "So Gaya Yeh Jahan" song is from?

The song "So Gaya Yeh Jahan" is from the soundtrack album "Bypass Road".

Who wrote the lyrics of "So Gaya Yeh Jahan" song?

Shabbir Ahmed written the lyrics of "So Gaya Yeh Jahan". Shabbir Ahmed is known for writing songs like Ik Mulaqaat, Teri Meri Prem Kahani, and Aawara Shaam Hai.

Who is the singer of "So Gaya Yeh Jahan" song?

Nitin Mukesh, Jubin Nautiyal, and Saloni Thakkar have sung the song "So Gaya Yeh Jahan". Nitin Mukesh is known for singing songs like So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Yeh Jahan, and Zindagi Ki Na Toote Ladi.