Mere Humsafar

Aye Mere Humsafar Lyrics from All is Well: Remake of Qayamat Se Qayamat Tak hit song Ae Mere Humsafar, recreated by Mithoon.

Mere Humsafar Lyrics

Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyar ki (x2)

Jisko duaaon mein maanga
Tu hai wahi rehnuma
Tere bina mushqil hai
Ek bhi kadam chalna (x2)

Bin tere kahaan hai manzil pyar ki
Aye mere humsafar ik zara intezaar
Sunn sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

Naa hum bewafaa hain
Naa pyar hai kam darmiyaan
Par apni taqdeerein
Hain bilkul hi judaa (x2)

Phir kaise milegi manzil pyar ki
Aye mere humsafar ik zara intezaar
Sunn sadaayein de rahi hai manzil pyar ki

Written by:
Amitabh Verma

"Mere Humsafar" Song Info

Singer Mithoon, Tulsi Kumar
Album All Is Well
Lyricist Amitabh Verma
Music Mithoon
Cast Abhishek Bachchan, Rishi Kapoor, Asin
Language Hindi