Aaja Mahi Lyrics Ahad Khan

Published: | Updated:
Aaja Mahi Lyrics (आजा माही Lyrics in Hindi): The song is sung by Ahad Khan and Usama Ali, and has music by Raffey Anwar while Ahad Khan and Usama Ali have written the Aaja Mahi Lyrics. The music video of the Aaja Mahi song is directed by Zeeru.

Aaja Mahi Lyrics

Kho jaunga main tum mein 
Tum bhi kho jao na
Bas jaunga main tum mein 
Mere ho jaao na
 
Dekho na aake jaana
Kat'ti na raaten jaana
Maana ke mushkil hai par 
Bhoolo na waade jaana
 
Dil ko samjha ke jaana
Sab kuch na milta maana
Najaane hum kyun bichhade
Hum mein toh pyaar bhi tha na
 
Marta hun main marta hun main aaja
Yaad tujhe karta hun main aaja
Toote huye dil ka main tere 
Chhota sa tukda hun main aaja

Dil ki baatein hi nahi suni
Ab waadon pe yaqeen nahi 
Hamein tu nahi mila kabhi
Hamein sirf tasalli di gayi

Hum se khushiyan chheen li gayi
Hamein bas udaasi di gayi
Tera intezaar hai sadaa 
Par tere aane ki umeed hi nahi bachi
 
Aao na dekho tum dobara
Teri yaadein hi bani hai jeene ka sahara
Tanha baitha aahein bharta hun main 
Tu nahi hai paas to ab khud se ladta hun main
 
Darta hun main darta hun main na ja
Pyar tujhe karta hun main karta hun main na ja
Khud ko bhi kho dunga main agar 
Tujhko jo kho dunga main na ja
 
Ek hi bar to gaye the tum
Ek hi bar mar gaye the hum
Ek hi bar mein sab chhin gaya
Khushiyan door gale lage gham
 
Ek hi bar ajao na ab
Ek hi bar dekho na ab tum meri taraf
Ek hi bar mein le jao sab
Toota dil uski yaadein or uski tadap
 
Gham tumne dekha kahan hai
Khushiyon sa tera jahan hai
Humne dekha ye jahan hai 
Par dekha na tum sa jaana
 
Dekho na aake jaanaa
Kat'ti na raatein jaana 
Maana ke mushkil hai par 
Bhoolo na waade jaana
 
Dil ko samjha ke jaana
Sab kuch na milta jaana
Najaane ham kyun bichhade
Ham mein to pyar b tha na

Aaja poori kare woh daastaan doori bhare 
Wo raasta jo jaata tujhko manaane 
Kaise tum jaa rahe hum ro rahe ya gaa rahe 
Ye baatein tere siwa koi kya jaane

Written by:
Ahad Khan and Usama Ali

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Aaja Mahi" song?

Ahad Khan and Usama Ali have written the lyrics of "Aaja Mahi". Ahad Khan is known for writing songs like Shikayat, Aaja Mahi, and Tu Hai Kahan.

Who is the singer of "Aaja Mahi" song?

Ahad Khan and Usama Ali have sung the song "Aaja Mahi". Ahad Khan is known for singing songs like Shikayat, Aaja Mahi, and Tu Hai Kahan.

Who directed "Aaja Mahi" music video?

Zeeru has directed the music video of "Aaja Mahi".