Madhuban Khusbu Deta Hai Lyrics Yesudas

Published: | Updated:
Madhuban Khusbu Deta Hai Lyrics (मधुबन खुशबू देता है Lyrics in Hindi): The song is sung by Yesudas and Anuradha Paudwal, and has music by Usha Khanna while Amit Khanna has written the Madhuban Khusbu Deta Hai Lyrics. The music video of the Madhuban Khusbu Deta Hai song is directed by Saawan Kumar Tak , and it features Rajendra Kumar, Nutan, and Padmini Kolhapure.

Madhuban Khusbu Deta Hai Lyrics

Madhuban khusbu deta hai
Sagar sawan deta hai
Jina uska jina hai jo oro ko jiwan deta hai
Madhuban khusbu deta hai

Suraj na ban paye to
Banke deepak jalta chal
Suraj na ban paye to
Banke deepak jalta chal
Phool mile ya angare
Sach ki rahon pe chalta chal
Sach ki rahon pe chalta chal
Pyar dilon ko deta hai
Ashkon ko daman deta hai
Jina uska jina hai jo oro ko
Jiwan deta hai
Madhuban khusbu deta hai
Sagar sawan deta hai
Madhuban khusbu deta hai

Chalti hai laharake pawan
Ke sans sabhi ki chalti rahe
Chalti hai laharake pawan
Sans sabhi ki chalti rahe
Logon ne tyag diye jiwan
Ke preet dilon me palti rahe
Preet dilo me palti rahe
Dil wo dil hai jo
Oro ko apni dhadkan deta hai
Jina uska jo oro ko jiwan deta hai
Madhuban khusbu deta hai
Sagar sawan deta hai
Madhuban khusbu deta hai

Written by:
Amit Khanna

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Madhuban Khusbu Deta Hai" song?

Amit Khanna has written the lyrics of "Madhuban Khusbu Deta Hai".

Who is the singer of "Madhuban Khusbu Deta Hai" song?

Yesudas and Anuradha Paudwal have sung the song "Madhuban Khusbu Deta Hai".

Who directed "Madhuban Khusbu Deta Hai" music video?

Saawan Kumar Tak has directed the music video of "Madhuban Khusbu Deta Hai".

Who has featured in the music video?

The music video of "Madhuban Khusbu Deta Hai" features Rajendra Kumar, Nutan, and Padmini Kolhapure.