Chand Ka Tukda Lyrics Tony Kakkar

Published: | Updated:
Chand Ka Tukda Lyrics (चाँद का टुकड़ा Lyrics in Hindi): The melodious track is sung, composed and written by Tony Kakkar.

Chand Ka Tukda Lyrics

Duniya kehti tumko chand ka tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda

Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

Ghar se na niklon tum kabhi bhi shaam ko
Bhool jaayenge log dekhna chand ko
Bina shringaar kitna chehre pe noor hai
Mehkhano mein bhi nahin wo naino mein suroor hai
Naino mein suroor hai

Nahin dekhna taj mahal ab
Dekh liya tera mukhda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

Sooraj ki laali teri honthon pe rehti hai
Nadiyan deewani tere ashkon se behti hai
Sangmarmar sa badan khuda ne taraasha hai
Tujhe kya pata tera samandar bhi pyaasa hai
Samandar bhi pyaasa hai

Shringaar ki nahin zaroorat kitna sundar mukhda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

Written by:
Tony Kakkar

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Chand Ka Tukda" song?

Tony Kakkar has written the lyrics of "Chand Ka Tukda". Tony Kakkar is known for writing songs like Sawan Aaya Hai, Khuda Bhi Jab, and Yaari Hai.

Who is the singer of "Chand Ka Tukda" song?

Tony Kakkar has sung the song "Chand Ka Tukda". Tony Kakkar is known for singing songs like Oh Humsafar, Khuda Bhi Jab, and Yaari Hai.