Baarish Hai Jaanam Lyrics

Published: | Updated:
Baarish Hai Jaanam Lyrics (बारिश है जानम Lyrics in Hindi): The song is sung by Stebin Ben and Payal Dev, and has music by Payal Dev while Raj Shekhar has written the Baarish Hai Jaanam Lyrics. The music video of the Baarish Hai Jaanam song is directed by Siddharth-Garima , and it features Stebin Ben and Harshita Shekhar Gaur.

Baarish Hai Jaanam Lyrics

Koyi to aisa hota jo
Shehar mein baadal le aata
Jo mere khwabon jaisa ho
Ek aisa paagal le aata

Tumhari chhat pe dekho naa
Main leke baadal aaya hoon
Jo tum pe haske mar jaaye
Wahi main paagal aaya hoon

Bheegna hai mujhe aaj to
Tumhare sang jee bhar ke

Yeh pehli baarish hai jaanam
Wo jiski chahat thi hardam
Badi mannat se aaya hai
Mohabbat wala yeh mausam

Yeh pehli baarish hai jaanam
Wo jiski chahat thi hardum
Badi mannat se aaya hai
Mohabbat wala yeh mausam

Badi dilkash badi naazuk
Si dekho raat aayi hai
Sulagti hai meri dhadkan
Yeh kya barsaat aayi hai

Yeh mausam bhi hai mauka bhi
Toh kyon hum bewajah tarsein
Chalo naa ek dooje pe
Zaraa hum toot ke barsein

Bheegna hai mujhe aaj to
Tumhare sang jee bhar ke

Yeh pehli baarish hai jaanam
Wo jiski chahat thi hardum
Badi mannat se aaya hai
Mohabbat wala yeh mausam

Yeh pehli baarish hai jaanam
Wo jiski chahat thi hardum
Badi mannat se aaya hai
Mohabbat wala yeh mausam

Tumhare saath ki baarish mein
Boondein muskurati hain
Jo naa ho saath mein tere
Wo baarish dil jalaati hai

Idhar tum ho jo baahon mein
Khuda se aur kya maangu
Har ek baarish tumhare saath guzre
Yeh dua maangu

Written by:
Raj Shekhar

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Baarish Hai Jaanam" song?

Raj Shekhar has written the lyrics of "Baarish Hai Jaanam". Raj Shekhar is known for writing songs like Ki Honda Pyaar, Beh Chala, and Ghani Bawri.

Who is the singer of "Baarish Hai Jaanam" song?

Stebin Ben and Payal Dev have sung the song "Baarish Hai Jaanam". Stebin Ben is known for singing songs like Thoda Thoda Pyaar, Mera Mehboob, and Dil Laya Dimaag Laya.

Who directed "Baarish Hai Jaanam" music video?

Siddharth-Garima has directed the music video of "Baarish Hai Jaanam".

Who has featured in the music video?

The music video of "Baarish Hai Jaanam" features Stebin Ben and Harshita Shekhar Gaur.