Sawaalon Mein Lyrics Samrat & Co.

Published: | Updated:
Sawalon Mein Lyrics from Samrat & Co.: A nice composition by Ankit Tiwari, beautifully sung by Shreya Ghoshal while Lyrics of Sawalon mein ye kaisi zindagi are penned by Sandeep Nath.

Sawaalon Mein Lyrics

Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..

Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Sawaalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..

Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Sawaalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..

Written by:
Sandeep Nath

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Sawaalon Mein" song is from?

The song "Sawaalon Mein" is from the soundtrack album "Samrat & Co.".

Who wrote the lyrics of "Sawaalon Mein" song?

Sandeep Nath written the lyrics of "Sawaalon Mein". Sandeep Nath is known for writing songs like Sunn Raha Hai (Female), Sun Raha Hai, and Jeena Marna.

Who is the singer of "Sawaalon Mein" song?

Shreya Ghoshal has sung the song "Sawaalon Mein". Shreya Ghoshal is known for singing songs like Samjhawan, Hasi (Female), and Thodi Der.