Mawwali Qawwali Lyrics Lekar Hum Deewana Dil

Published: | Updated:
Mawali Qawwali Lyrics from Lekar Hum Deewana Dil (2014 Movie): The song is sung by Ishq Shava singer Raghav Mathur & Tanvi Shah and composed by AR Rahman while lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya.

Mawwali Qawwali Lyrics

Mawali.. qawwali
Pintak piya sajni bawali
Mawali.. qawwali
Pintak piya sajni mawali

Chhappan chhuri, Chhattisgarhi
Ankhiyan teri, naxalwaadi
Hum bhi Majnu ke avatar hain
Tere jodi-dar hain
Dekh le, dekh le karke yaari
Teri hirni si raftaar hai
Maana dhauandhaar hai
Jaan le, jaan le gori
Hum bhi cheete hain shikari

Mawali.. hmm qawwali..
Tu phuljhadi.. aur main Diwali
Mawali.. hmm qawwali..
Makhmal badan, baatein rumaali

Ho…
ho ho re chhamiya
ho ho re chhamiya
ho ho re chhamiya re
Cheer jigra, kyun julamiya ho…
Mawali.. hmm qawwali..
Pintak piya sajni bawali

Mawali qawali
Pintak piya sajni mawali
Mawali qawali
Pintak piya sajni mawali

Ho… Maiya maiya…
Ho… Maiya maiya…
Ho..

Written by:
Amitabh Bhattacharya

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Mawwali Qawwali" song is from?

The song "Mawwali Qawwali" is from the soundtrack album "Lekar Hum Deewana Dil".

Who wrote the lyrics of "Mawwali Qawwali" song?

Amitabh Bhattacharya written the lyrics of "Mawwali Qawwali". Amitabh Bhattacharya is known for writing songs like Ae Dil Hai Mushkil (Title Song), Kalank (Title Track), and Namo Namo.

Who is the singer of "Mawwali Qawwali" song?

Raghav Mathur and Tanvi Shah have sung the song "Mawwali Qawwali". Raghav Mathur is known for singing songs like Ishq Shava, Mawwali Qawwali, and Hey Na Na.