Dil Garden Garden

Kyaa Super Kool Hain Hum
The song Dil Garden Garden is from Tusshar Kapoor and Riteish Deshmukh starrer Kyaa Super Kool Hain Hum (Sequel to Kya Kool Hai Hum). KSKHH is ALT Entertainment’s production.

Dil Garden Garden Lyrics

Arey kacchi kali tu hai
Main hoon bhanwra
[bhanwra bhanwra…]
Arey pad gaya hai mujh ko dil ka dora..
[dora.. ka dora.. ]
Gach maar maar ke hai phatka kha ke yun
Kamar ka jhatka kho gaya.. [gaya gaya..]
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya

Ke dekha jabse tujhe hai jaane ho gaya
Main pani pani dil ka visarjan, ho gaya
Re dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya

Ke dil garden garden…
pa pa pa ra pa…

Arey koi nahi tujh si hi-fi
[na hi na fi]
Arey ae Gucci mein naha ke tu hai aayi
[Nahayi aayi]
Tune aisa kiya scratch ke dil tujh se hi attach

Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya

Written by:
Mayur Puri

"Dil Garden Garden" Video

Video Thumbnail

"Dil Garden Garden" Song Info

Lyricist
Music
Sachin-Jigar
Cast
Tusshar Kapoor, Sarah-Jane Dias, Neha Sharma, Riteish Deshmukh
Language
Hindi
Music Label
T-Series