Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics Ae Dil Hai Mushkil

Published: | Updated:
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics: A beautiful fusion of Faiz’s ghazal “Baat bas se nikal chali hai” and Fayyaz Hashmi’s classic “Aaj jaane ki zidd na karo”. This fusion of two beautiful ghazals is sung by Shilpa Rao and has music created by Pritam for Karan Johar’s Ae Dil Hai Mushkil.
Seems like Karan Johar is a fan of Faiz’s poetry as he has used his work at many places be it Aishwarya & Ranbir’s dialogue “Mujhse se pehli si muhabbat…” or last line of Shahrukh Khan’s dialogue “agar baazi ki ishq ki baazi hai to…” and this Ghazal.

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Lyrics

Baat bas se nikal chali hai
Dil ki haalat sambhal chali hai
Ab junoon had se badh chala hai
Ab tabiyat behaal chali hai

Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Laakh paigaam ho gaye hain
Jab saba ek pal chali hai
Jaao ab so raho sitaaron
Dard ki raat ab dhal chali hai

Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jane ki zid na karo
Aaj jane ki zid na karo
Zid na karo…
Zid na, zid na karo
Zid na, zid na karo
Zid na karo…
Zid na, zid na karo

Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo

Written by:
Fayyaz Hashmi and Faiz Ahmed “Faiz”

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Aaj Jaane Ki Zid Na Karo" song is from?

The song "Aaj Jaane Ki Zid Na Karo" is from the soundtrack album "Ae Dil Hai Mushkil".

Who wrote the lyrics of "Aaj Jaane Ki Zid Na Karo" song?

Fayyaz Hashmi and Faiz Ahmed “Faiz” written the lyrics of "Aaj Jaane Ki Zid Na Karo".

Who is the singer of "Aaj Jaane Ki Zid Na Karo" song?

Shilpa Rao has sung the song "Aaj Jaane Ki Zid Na Karo". Shilpa Rao is known for singing songs like Bulleya, Subhanallah, and Ghungroo.