Teri Yaad Mein Lyrics Salman Ali

Published: | Updated:
Teri Yaad Mein Lyrics (तेरी याद में Lyrics in Hindi): The song is sung by Salman Ali, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Teri Yaad Mein Lyrics..

Teri Yaad Mein Lyrics

Waqt guzrata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Ishq mein tere baat kuch aisi
Bepanah tadap hai puchho na kaisi
Teri nazdeekiya hai jalti chingariya
Aur teri dooriyan hai meri rushwahiyan

Dard ubharata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tere sapno mein hum khoye rehte hai
Aankhon ke saagar se dard behte hai
Teri khaatir hai meri ye bechainiya
Tere bin kuch nahi sab hai tanhaiyan

Rang nikhrata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Written by:
Himesh Reshammiya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Teri Yaad Mein" song?

Himesh Reshammiya has written the lyrics of "Teri Yaad Mein". Himesh Reshammiya is known for writing songs like Ek Number, Aashiquii Kaa Gum, and Tumpe Mar Jaaenge.

Who is the singer of "Teri Yaad Mein" song?

Salman Ali has sung the song "Teri Yaad Mein". Salman Ali is known for singing songs like Haq Ali, Mohabbat Ke Kabil, and Aashiquii Kaa Gum.