Mausam Kii Tarah Lyrics Saaj Bhatt

Published: | Updated:
Mausam Kii Tarah Lyrics (मौसम की तरह Lyrics in Hindi): The song is sung by Saaj Bhatt, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Mausam Kii Tarah Lyrics..

Mausam Kii Tarah Lyrics

Main hasta hoon to
Teri yaad aati hai
Main rota hoon to
Teri yaad aati hai
Teri mohabbat ki yaadon ko
Ye dhadkanein kambakht
Bhool nahi paati hai

Oh yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Oh yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Tumse mera jazba hai
Tumse betabiyaan
Tumse mere sapne hai
Tumse zindaganiyaan

Haan tumse mera jazba hai
Tumse betabiyaan
Tumse mere sapne hai
Tumse zindaganiyaan

Oh yaara waada
Tum apna nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Meri dhadkane ye tumse
Ab takaza karein
Aao aashiqui ka
Zara sa ijafaa karein

Meri dhadkane ye tumse
Ab takaza karein
Aao aashiqui ka
Zara sa ijafaa karein

Baat meri ye na thukrana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana

Written by:
Himesh Reshammiya

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Mausam Kii Tarah" song?

Himesh Reshammiya has written the lyrics of "Mausam Kii Tarah". Himesh Reshammiya is known for writing songs like Ek Number, Aashiquii Kaa Gum, and Tumpe Mar Jaaenge.

Who is the singer of "Mausam Kii Tarah" song?

Saaj Bhatt has sung the song "Mausam Kii Tarah". Saaj Bhatt is known for singing songs like Pakki Wali Dosti, Sulthan, and Deewana.