Aisa Main Shaitaan Lyrics Raftaar

Published: | Updated:
Aisa Main Shaitaan Lyrics: The song is sung by Raftaar, and has music by Amit Trivedi while Kumaar has written the Aisa Main Shaitaan Lyrics. The music video of the Aisa Main Shaitaan song is directed by Vikas Bahl , and it features Ajay Devgn, R. Madhavan, Jyotika, Janki Bodiwala, and Aangad Maaholay.

Aisa Main Shaitaan Lyrics

Jaadu hai zubaan vas mein kar loon jaan
Toh kaape aatma aisa main shaitan
Tantar na mantar na koyi antar
Mujhse hai balwan aisa main shaitan

Kaali raaton ka kaala saya hoon
Kaal mere vas mein kaali maya hoon
Meri ichha se duniya chalti hai
Mere vas mein kathputli ki jaan

Aisa main shaitaan
Aisa main shaitaan
Aisa aisa aisa aisa

Mere jaisa koyi kabhi na hua hai
Meri shaktiyon mein preton ki dua
Na hi main mita tha 
Na hi na hi main mitunga
Mera toh muqaddar dekho
Maine hi likha
Main shikari sab pe bhari

Chhedoge jo tum jagega haiwan
Sabke andar hi soya hai shaitan
Kabze mein shaitaan na kar paya insaan
Isliye insaan phir banta shaitaan

Kaali raaton ka kaala saya hoon
Kaal mere vas mein kaali maya hoon
Tum khilaune ho tumse khelunga
Khel khel mein pahuncha doon shamshan

Aisa main shaitan aisa main shaitan
Aisa aisa aisa aisa, aisa main shaitan
Aisa aisa aisa aisa, aisa main shaitan

Written by:
Kumaar

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Aisa Main Shaitaan" song?

Kumaar has written the lyrics of "Aisa Main Shaitaan". Kumaar is known for writing songs like Samjhawan, Thodi Der, and Ishq Bulaava.

Who is the singer of "Aisa Main Shaitaan" song?

Raftaar has sung the song "Aisa Main Shaitaan". Raftaar is known for singing songs like Desi Hip Hop, Mantoiyat, and Dhaakad.

Who directed "Aisa Main Shaitaan" music video?

Vikas Bahl has directed the music video of "Aisa Main Shaitaan".

Who has featured in the music video?

The music video of "Aisa Main Shaitaan" features Ajay Devgn, R. Madhavan, Jyotika, Janki Bodiwala, and Aangad Maaholay.