Mere Gully Mein Lyrics Gully Boy

Published: | Updated:
Mere Gully Mein Lyrics from Ranveer Singh starrer feature film Gully Boy. The superhit underground song “Mere Gully Mein” by Naezy and DIVINE is recreated for the Zoya Akhtar film. It is performed by the actor Ranveer Singh and rappers DIVINE and Naezy. The song is from Zoya Akhtar’s film “Gully Boy” prodcued by Excel Entertainment.

Mere Gully Mein Lyrics

Mic check bole
Kya bol rele Gully Boy
Kya bol rele MC Sher
Arey apun kuch karte hain na yaar
Apne pubic ke liye
Karte hain na Baa Patel log ke liye bhai
Ahaa apne Pasha log ke liye
(Oho ek number)
Tum kidhar ho, kidhar ho tum abhi?
Bombay Satara mein bhai
Tum kidhar ho?
Five Nine!

Tere shooteron ka khaas
Mere gully mein
Ho poore shehar ki awaaz
Mere gully mein
Prayer, Aarti ya Namaaz
Mere gully mein
Maa pe gaali to chamaat
Mere gully mein
Ho police aayi lagi waat
Mere gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein
Achha woh nikli tere gully se
Par ab woh mere gully mein

Ho mere gully mein
Gully gully gully mein
Ho mere gully mein
Gully gully gully mein

Tere shooteron ka khaas
Mere gully mein
Poore shehar ki awaaz
Mere gully mein

Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein

Police aayi lagi waat
Mere gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein

Dekho to idhar
Mere gully mein hai ghar
Chhote chhote lekin zara dekho
Dil mein hai jagah beshumar
De pukar kabhi bhi gully se
Madad dene ko taiyar
Gareebi chalenge lekin
Farebi karenge nai
Jalebi talenge lekin
Pateli rukhegi nahi
Jahaan bhi chalenge bole
Hatela jhukega nai
Kyun?
Kyunki hatela hai
Meri gully ka tareeka
Saleeka sikhela hai

Roshan chaukat yeh avli bawaali ae
Raunak Bombay ki chawli kamaali ae
Sohbat bahut’ch maohabbat wali ae
Daulat shohrat jaake kama leve
Bantai bachchi bumai
Girgit pakde patri par
Machhi wachhi phansaye
Khitpit karve marzi par
Chhapre chadve chhapri deve
Iski topi uske sar
Aadi karve jo bhi chepam chapi
Uski pasli par

Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein

Tere shooteron ka khaas
Mere gully mein
Poore shehar ki awaaz
Mere gully mein

Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein

Ah police aayi lagi waat
Mere gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein

Masti hai khalibali
Chalta main jabhi jabhi
Phere money money
Sab kuchh navi navi
Chhokri sath tere
Jhadti mujhe ghadi ghadi
Karte kuchh nahi
Baatein sirf badi badi
Bichha doon patte tere
Khelta nahi Rummy Wummy
Main aur Aafat saath
Gaane mein koi kami nahi
Ghas kali, Joint jali, dum lagi lagi
Haath gumi saat lagi bhage mummy mummy

“Mushkil” naam ki ladki hai
Jispe mausi bhadki hai
Doosri ladki “Kadki” hai
Jispe sabki hat’ti hai
Teesri hum pe marti hai
“Khushi” sab samajthi hai

Chor mere gully mein?
Woh to saala mantri hai
Roll mere gully mein
Ek se ek khatri hai

Jhol mere gully mein
Poora karke vatt liye
Police aayi gully mein
(Re chal chal chal)
Mere shooter saare watt liye

Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein

Tere shooteron ka khaas
Mere gully mein
Poore shehar ki awaaz
Mere gully mein

Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Police aayi lagi waat
Mere gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein

Mere gully mein
Mere gully mein
Tere shooteron ka khaas
Mere gully mein
Mere gully mein
Police aayi lagi waat
Mere gully mein
Mere gully mein
Tere shooteron ka khaas
Mere gully mein
Mere gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein!

Written by:
DIVINE and Naezy

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Mere Gully Mein" song is from?

The song "Mere Gully Mein" is from the soundtrack album "Gully Boy".

Who wrote the lyrics of "Mere Gully Mein" song?

DIVINE and Naezy written the lyrics of "Mere Gully Mein". DIVINE is known for writing songs like Bombay to Punjab, Apna Time Aayega, and Chal Bombay.

Who is the singer of "Mere Gully Mein" song?

Ranveer Singh, DIVINE, and Naezy have sung the song "Mere Gully Mein". Ranveer Singh is known for singing songs like Apna Time Aayega, Doori, and Mere Gully Mein.

Who directed Gully Boy?

Zoya Akhtar has directed the film Gully Boy.