Tu Meri Main Tera Lyrics Namaste England

Published: | Updated:
Tu Meri Main Tera Lyrics from Namaste England – The song is sung by singer Rahat Fateh Ali Khan and composed by Mannan Shah while तू मेरी मैं तेरा lyrics are written by Javed Akhtar. The most expensive song of the film that costs 5.5 crores, is picturised on starring Arjun Kapoor and Parineeti Chopra.

Tu Meri Main Tera Lyrics

Main yahaan, main wahaan
Chaahe jaaun jahaan
Poochhta hai yeh dil
Tu kahaan, tu kahaan

Main saara jag chhod ke
Nikla hoon ik tere hi vaaste
Dooriyan hain bichhin raaste raaste

Kitni bhi doori ho
Koi majboori ho
Maine yeh thaana hai
Tujhko hi paana hai

Aa raha hoon main banke deewana
Maan hi lega ik din zamaana

Tu meri main tera… (x4)

Tu meri main tera… (x4)

Meri tanhaiyan kar rahi hai bayaan
Unn dino ki haseen dastaan
Jab ki hum saath thhe
Haath mein haath thhe
Lamha lamha haseen tha samaa

Yaadein barse na kyun
Aankhein tarse na kyun
Dhoondhti hai ye tera thikana
Tu mile toh hai bas ye bataana

Tu meri main tera… (x4)

Tu meri main tera… (x4)

Yeh safar hai kathin
Mushqilein raat din
Saaye ki tarah hai saath mere

Paaon zakhmi sahi
Dil ko hai zidd yahi
Jaana hi hai isey paas tere
Raah ka soonapan
Aur tann ki thakan
Kitne teeron ka main hoon nishana
Phir bhi jaana toh maine yeh jaana

Tu meri main tera… (x4)

Tu meri main tera… (x4)

Written by:
Javed Akhtar

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Tu Meri Main Tera" song is from?

The song "Tu Meri Main Tera" is from the soundtrack album "Namaste England".

Who wrote the lyrics of "Tu Meri Main Tera" song?

Javed Akhtar written the lyrics of "Tu Meri Main Tera". Javed Akhtar is known for writing songs like Afreen Afreen, Hosanna, and Senorita.

Who is the singer of "Tu Meri Main Tera" song?

Rahat Fateh Ali Khan, Altamash Faridi, and Shadab Faridi have sung the song "Tu Meri Main Tera". Rahat Fateh Ali Khan is known for singing songs like Afreen Afreen, Tere Bin, and Tu Itni Khoobsurat Hai.

Who directed Namaste England?

Vipul Amrutlal Shah has directed the film Namaste England.