Dilbaro Lyrics Raazi

Published: | Updated:
Dilbaro Lyrics from Raazi: The song is sung by Harshdeep Kaur, Vibha Saraf, and Shankar Mahadevan. A beautifully written song by Gulzar for his daughter Meghna Gulzar’s film Raazi starring Alia Bhatt.

Dilbaro Lyrics

[Kashmiri Vocals by Vibha Saraf]
Be chsey khaanmoj koor
Diy mey rukhsat myaney bhai-jaan’o
(Be chsey khaanmoj koor
Diy mey rukhsat myaney bhai-jaan’o)
Be chsey khaanmoj koor….
Meaning:
I am the darling/pampered daughter
Please bid me farewell, my darling brother

Ungli pakad ke tune
Chalna sikhaya tha na
Dehleez oonchi hai ye, paar karaa de

Baba main teri mallika
Tukda hoon tere dil ka
Ikk baar phir se dehleez paar karaa de

Mudke na dekho dilbaro
Dilbaro…
Mudke na dekho dilbaro (x2)

Fasalein jo kaati jaayein
Ugti nahi hain
Betiyan jo byahi jaaye
Mudti nahi hain… (x2)

Aisi bidaai ho toh
Lambi judaai ho toh
Dehleez dard ki bhi paar karaa de

Baba main teri mallika
Tukda hoon tere dil ka
Ikk baar phir se dehleez paar kara de

Mudke na dekho dilbaro
Dilbaro…
Mudke na dekho dilbaro (x2)

Mere dilbaro…
Barfein galengi phir se
Mere dilbaro…
Fasalein pakengi phir se
Tere paaon ke tale
Meri dua chalein
Duaa meri chalein…

Ungli pakad ke tune
Chalna sikhaya tha na
Dehleez oochi hai ye, paar kara de

Baba main teri mallika
Tukda hoon tere dil ka
Ek baar phir se dehleez paar kara de

Mudke na dekho dilbaro
Dilbaro…
Mudke na dekho dilbaro (x2)

[Kashmiri Vocals]
Be chsey khaanmoj koor
Diy mey rukhsat myaney bhai-jaan’o
Be chsey khaanmoj koor

Mudke na dekho dilbaro
Dilbaro…
Mudke na dekho dilbaro

Written by:
Gulzar

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Dilbaro" song is from?

The song "Dilbaro" is from the soundtrack album "Raazi".

Who wrote the lyrics of "Dilbaro" song?

Gulzar written the lyrics of "Dilbaro". Gulzar is known for writing songs like Dilbaro, Kill Dil (Title Song), and Enna Sona.

Who is the singer of "Dilbaro" song?

Harshdeep Kaur and Shankar Mahadevan have sung the song "Dilbaro". Harshdeep Kaur is known for singing songs like Kabira, Dilbaro, and Nachde Ne Saare.