Ek Dil Ek Jaan Lyrics

Published: | Updated:
Ek Dil Ek Jaan Lyrics from Padmavati starring Deepika Padukone, Shahid Kapoor, Aditi Rao Hydari. ‘Ek Dil Ek Jaan’ has been composed by Sanjay Leela Bhansali and sung by Shivam Pathak, with lyrics by A M Turaz. The song promises to offer audiences a soulful melody that strongly reflects loyalty and an unbreakable bond of love.

Ek Dil Ek Jaan Lyrics

Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe…
Dono tujhpe qurbaan hain

Ek main hoon, ek imaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain

Ek dil hai…

Aa…
Ishq bhi tu mera pyar bhi tu
Meri baat zaat jazbaat bhi tu
Parwaaz bhi tu rooh-e-saaz bhi tu
Meri saans nabz aur hayaat bhi tu

Mera raaz bhi tu
Pukhraj bhi tu
Meri aas pyaas aur libaas bhi tu
Meri jeet bhi tu, meri haar bhi tu
Mera kaaj raaj aur mizaaj bhi tu…

Mere ishq ke, har maqaam mein
Har subah mein, har shaam mein
Ik rutba hai, ek shaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain

Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe…
Dono tujhpe qurbaan hain

Aa…
Meaning of Words:
Qurbaan: Sacrifice, Jazbaat: Emotions, Rooh-e-saaz: Music of Soul, Parwaaz: Udaan/Flight, Hayaat: Life, Kaaj: Work, Raaj: Reign, Mizaaj: Temperament/Pride, Maqaam: Place/Position, Rutba: Honour/Dignity

Written by:
AM Turaz

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Ek Dil Ek Jaan" song is from?

The song "Ek Dil Ek Jaan" is from the soundtrack album "Padmaavat".

Who wrote the lyrics of "Ek Dil Ek Jaan" song?

AM Turaz written the lyrics of "Ek Dil Ek Jaan". AM Turaz is known for writing songs like Kabhi Jo Baadal Barse, Aaj Ibaadat, and Ek Toh Kum Zindagani.

Who is the singer of "Ek Dil Ek Jaan" song?

Shivam Pathak, Mujtaba Aziz Naza, Kunal Pandit, and Farhan Sabri have sung the song "Ek Dil Ek Jaan". Shivam Pathak is known for singing songs like Khalibali, Ek Dil Ek Jaan, and India Ka Tyohaar.