Mujh Se Pehli Si Muhabbat Lyrics Coke Studio

Published: | Updated:
Mujh Se Pehli Si Muhabbat Lyrics with Translation from Coke Studio Season 10: A tribute to Malika-e-Tarranum Noor Jehan by Humera Channa & Nabeel Shaukat. The artists performed Faiz’s one of the most popular poetry “Mujhe Pehli Si Muhabbat”. It has music directed by Mekaal Hasan which was originally composed by Rashid Attre.

Mujh Se Pehli Si Muhabbat Lyrics

Mujh se pehli si muhabbat
 Mere mehboob na maang (x4)

Beloved, don’t ask me to
Love you as I loved you before

Maine samjha tha ke tu hai to darakhshaan hai hayaat
 Tera gham hai to gham-e dahr ka jhagda kya hai

I had assumed that as long as I have you, life is radiant
What anguish in the world could possibly rival the anguish of being without you

Teri soorat se hai ‘aalam mein bahaaron ko sabaat
Teri aankhon ke siva duniya mein rakkha kya hai
Teri aankhon ke siva duniya mein rakkha kya hai
Tu jo mil jaaye to taqdeer nigoon ho jaaye
 Yoon na tha main ne faqat chaaha tha yoon ho jaaye

Your face is what lends permanence to springtime in this world
What is there in the world except for the beauty of your eyes
What is there in the world except for the beauty of your eyes
If I gain you, destiny would bow down before me
It wasn’t so, I had merely wanted it to be so

Haan.. Mujh se pehli si muhabbat mere mehboob na maang
 Mujh se pehli si muhabbat mere mehboob na maang

Beloved, don’t ask me to love you as I loved you before
Beloved, don’t ask me to love you as I loved you before

An-ginat sadiyon ke taareek baheemaanah talism
An-ginat sadiyon ke taareek baheemaanah talism
Resham-o atlas-o kam-khaab mein bunwaae hue
Ja-ba-ja bikte hue koocha-o baazaar mein jism
 Khaak mein lithde hue khoon mein nahlaaye hue

The dark and savage enchantment of countless centuries
The dark and savage enchantment of countless centuries
Woven into silk and satin and brocade
Bodies everywhere being sold in lanes and marketplaces
Caked with dirt and bathed in blood

Lauṭ jaati hai idhar ko bhi nazar kya keeje
Ab bhi dil-kash hai tera husn magar kya keeje
Ab bhi dil-kash hai tera husn magar kya keeje
Aur bhi dukh hain zamaane mein muhabbat ke siva
 Raahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke siva

My gaze returns here as well, what can I do?
Your beauty is still enchanting, but what can I do?
Your beauty is still enchanting, but what can I do?
There are many other sorrows in this world besides the sorrow of love
There are many other delights besides the delight of union

Mujh se pehli si muhabbat
 Mere mehboob na maang (x5)

Beloved, don’t ask me to Love you as I loved you before

Translation by Zahra Sabri

Written by:
Faiz Ahmed Faiz

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Mujh Se Pehli Si Muhabbat" song is from?

The song "Mujh Se Pehli Si Muhabbat" is from the soundtrack album "Coke Studio".

Who wrote the lyrics of "Mujh Se Pehli Si Muhabbat" song?

Faiz Ahmed Faiz written the lyrics of "Mujh Se Pehli Si Muhabbat". Faiz Ahmed Faiz is known for writing songs like Mujh Se Pehli Si Muhabbat, Gulon Main Rang, and Aaye Kuch Abr.

Who is the singer of "Mujh Se Pehli Si Muhabbat" song?

Humera Channa and Nabeel Shaukat have sung the song "Mujh Se Pehli Si Muhabbat".