Main Woh Chaand Lyrics

Published: | Updated:
Main Woh Chaand Lyrics from Tera Suroor 2: The song is sung by Darshan Raval and composed by Himesh Reshammiya while lyrics are penned by Sameer Anjaan.

Main Woh Chaand Lyrics

Ashqon mein hai yaadein teri
Bheegi bheegi raatein meri
Gum hai kahin raahein meri

Main tere ishq mein gumrah hua
Main tere ishq mein gumrah hua
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan

Meri duaaon mein hai mannat teri
Tujhko padha hai tu hai aayat meri
Jannat tu hi hai tu hona na door
Azmat hai tujhse tu hi hai mera noor

Dil ki salaakhein qaid rakhe hai
Jaise parinda koi, haan koi…

Ashqon mein hai yaadein teri
Bheegi bheegi raatein meri
Gum hai kahin raahein meri

Main tere ishq mein gumrah hua
Main tere ishq mein gumrah hua
Main wo chand jiska tere bin na koi aasmaan
Main wo chand jiska tere bin na koi aasmaan

Veeraniyon ka dil mein lava jale
Angaaron ke saaye mein har pal khale
Furkat ka lamha phir se aaye na ab
Iss se rihaai de de aye mere Rabb

Dil ke taar bandhe hain aise
Jaise bandhi bediyaan, bediyaan..

Ashqon mein hai yaadein teri
Bheegi bheegi raatein meri
Gum hai kahin raahein meri

Main tere ishq mein gumrah hua
Main tere ishq mein gumrah hua
Me wo chand jiska tere bin na koi aasmaan
Me wo chand jiska tere bin na koi aasmaan

Written by:
Sameer Anjaan

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Main Woh Chaand" song is from?

The song "Main Woh Chaand" is from the soundtrack album "Teraa Surroor".

Who wrote the lyrics of "Main Woh Chaand" song?

Sameer Anjaan written the lyrics of "Main Woh Chaand". Sameer Anjaan is known for writing songs like Sanam Teri Kasam (Title Song), Saibo, and Bewajah.

Who is the singer of "Main Woh Chaand" song?

Darshan Raval has sung the song "Main Woh Chaand". Darshan Raval is known for singing songs like Mehrama, Chogada, and Hawa Banke.