Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics

Published: | Updated:
Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics starring Pulkit Samrat and Yami Gautam – The song is sung by Arijit Singh, Amaal Mallik and written by Manoj Muntashir.

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics

Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe

Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri
Manmaniyan meri
Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Written by:
Manoj Muntashir

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Gazab Ka Hai Yeh Din" song is from?

The song "Gazab Ka Hai Yeh Din" is from the soundtrack album "Sanam Re".

Who wrote the lyrics of "Gazab Ka Hai Yeh Din" song?

Manoj Muntashir written the lyrics of "Gazab Ka Hai Yeh Din". Manoj Muntashir is known for writing songs like Teri Mitti, Kaun Tujhe, and Galliyan.

Who is the singer of "Gazab Ka Hai Yeh Din" song?

Arijit Singh and Amaal Mallik have sung the song "Gazab Ka Hai Yeh Din". Arijit Singh is known for singing songs like Ae Dil Hai Mushkil (Title Song), Samjhawan, and Kalank (Title Track).