Piya Ke Bazaar Mein Lyrics Humshakals

Published: | Updated:
Piya Ke Bazaar Mein Lyrics from Humshakals: A nice Item song from Sajid Khan’s film, has nice catchy tune composed Himesh Reshammiya while lyrics are penned by Shabbir Ahmed.

Piya Ke Bazaar Mein Lyrics

By God teri seva karenge
(Ho meri Bullo Rani)
By God badi hit rahegi
(Teri meri prem kahani)
By God mere liye tu aaja
(Aaja re, aaja re, aaja re aaja)
By God dil tod ke naa jaa
(Na ja re, na ja re, na ja re, na ja)
Aise kaise de dun dil tujhko yaar
Bada mehanga padega yeh mera pyaar
Jaa re jaa jaa..
Aaja aaja, aaja aaja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aaja, ho aaja aaja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aaja.. (x2 )

Kyun afsane naye roz tu ijaad kare
Kyun chain-o-sukun tera yahan barbad kare
Mera chain hai tu, sukoon bhi tu
Shaam hote hi yeh dil teri gali yaad kare

Aise kaise de dun dil tujhko yaar
Bada mehanga padega yeh mera pyaar
Jaa re jaa jaa..
Aaja aaja.. aaja aaja Piya ke bazar mein
Aaja aaja.. ho aaja aaja Piya ke bazar mein
Aaja aaja..

Scooty se nahi to Car se aaja
Saat samundar paar se aaja
Dil yeh pukaare tu pyaar se aaja
Aaja re, aaja re aa…

Tu meri ada ko nazarandaaz nahi
Pyaar mera hai tez dhaar koi raaz nahi
Tere humraaz hum, bane tere daas hum
Pyaar tujhe karta hai dil ye dagabaaz nahi

Aise kaise de dun dil tujhko yaar
Bada mehanga padega yeh mera pyaar
Jaa re jaa jaa..
Aaja aaja, aaja aaja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aaja, ho aaja aaja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aaja..

By God teri seva karenge
(Ho meri Bullo Rani)
By God badi hit rahegi
(Teri meri prem kahani)
By God mere liye tu aaja
(Aaja re, aaja re, aaja re aaja)
By God dil tod ke naa jaa
(Na ja re, na ja re, na ja re, na ja)

Written by:
Shabbir Ahmed

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Piya Ke Bazaar Mein" song is from?

The song "Piya Ke Bazaar Mein" is from the soundtrack album "Humshakals".

Who wrote the lyrics of "Piya Ke Bazaar Mein" song?

Shabbir Ahmed written the lyrics of "Piya Ke Bazaar Mein". Shabbir Ahmed is known for writing songs like Ik Mulaqaat, Teri Meri Prem Kahani, and Aawara Shaam Hai.

Who is the singer of "Piya Ke Bazaar Mein" song?

Himesh Reshammiya, Shalmali Kholgade, and Palak Muchhal have sung the song "Piya Ke Bazaar Mein". Himesh Reshammiya is known for singing songs like Bewajah, Teri Meri Kahani, and Hum Pagal Nahin Hai.