Dard Dilo Ke Lyrics

Published: | Updated:
Dard Dilo Ke Lyrics from The Xpose: A sad love song sung by Dard-e-Dil ki Sifarish (Baarish) fame singer Mohd. Irfan, composed by Himesh Reshammiya while lyrics of Main Aur Tum Agar Hum Ho Jate are written by Sameer Anjaan.

Dard Dilo Ke Lyrics

Dard dilon ke kam ho jaate
Main aur Tum agar hum ho jaate
Main aur Tum agar hum ho jaate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jate
Main aur Tum gar Hum ho jate

Dard dilo ke kam ho jaate
Main aur Tum gar hum ho jaate
Main aur Tum gar hum ho jaate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate

Tere bina na aaye sukoon
Naa aaye qaraar mujhe
Door wo saare bharam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jate
Main aur Tum gar Hum ho jate

Ishq adhoora duniya adhoori
Khwahish meri kardo na poori
Dil toh yehi chaahe
Tera aur Mera ho jaaye muqammal ye afsaana
Har mushqil aasaan ho jaati
Main aur Tum gar Hum ho jate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate

Baaqi nahi kuch par dil na maane
Dil ki baate dil hi jaane
Hum dono kahin pe mil jaayenge ik din
Inn ummeedon pe hi main hoon zinda
Har manzil haasil ho jaati
Main aur Tum gar Hum ho jate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate

Dard dilon ke kam ho jaate
Main aur Tum gar hum ho jaate
Main aur Tum gar hum ho jaate

Written by:
Sameer Anjaan

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Dard Dilo Ke" song is from?

The song "Dard Dilo Ke" is from the soundtrack album "The Xpose".

Who wrote the lyrics of "Dard Dilo Ke" song?

Sameer Anjaan written the lyrics of "Dard Dilo Ke". Sameer Anjaan is known for writing songs like Sanam Teri Kasam (Title Song), Saibo, and Bewajah.

Who is the singer of "Dard Dilo Ke" song?

Mohammed Irfan has sung the song "Dard Dilo Ke". Mohammed Irfan is known for singing songs like Banjaara, Baarish, and Phir Mohabbat.