Saanson Ne Lyrics

Published: | Updated:
Saanson Ne Lyrics from Dabangg 2: Listen to this Soft Romantic number beautifully sung by Sonu Nigam and Tulsi Kumar.

Saanson Ne Lyrics

Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya (x2)

Reh reh ke dil mera tham sa gaya
Chhu ke mujhe tune jab yeh kaha

Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai waada kiya

Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Batiyaan tore naina
Hum se joh na karte
Haaye Ram kasam jeete jee mar jaate

Arey aise kaise o ji
Yun hi tum mar jaate ho
Tum jo naa hote hum kyun duniya mein aate
Ki teri meri ik zindagi
Ha sang teri preet lagi
Ho pal pal badhegi
Haan maine bhi yeh Rab se waada kiya haaye
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Saat janam ke saathi
Hum hai diya tum baati
Ho roshan basera hai ghar tera-mera
Humre chaand ko takne
Taare bhi nikle hain
Haye nazar na lagey tujhko baahon mein ghera

Oh chal hat jao ji
Nazdeek aao ji
Hum toh ji haarey ji
Haan maine bhi yeh Rab se waada kiya haaye
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya
Reh reh ke dil mera tham sa gaya
Chhu ke mujhe tune jab yeh kahaa
Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai… waada kiya…

Written by:
Irfan Kamal

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Saanson Ne" song is from?

The song "Saanson Ne" is from the soundtrack album "Dabangg 2".

Who wrote the lyrics of "Saanson Ne" song?

Irfan Kamal written the lyrics of "Saanson Ne". Irfan Kamal is known for writing songs like Dolly Ki Doli (Title Song), Baaki Sab First Class, and Saanson Ne.

Who is the singer of "Saanson Ne" song?

Sonu Nigam and Tulsi Kumar have sung the song "Saanson Ne". Sonu Nigam is known for singing songs like Abhi Mujh Mein Kahin, Kill Dil (Title Song), and Kal Ho Naa Ho.