Saans Lyrics Jab Tak Hai Jaan

Published: | Updated:
Saans Lyrics from Jab Tak Hai Jaan, sung by Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal. Saans Lyrics are written by Gulzar and The song is composed by AR Rahman, Saans means Breath.

Saans Lyrics

Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi (x2)

Rooh ne chhu li jism ki khushboo tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi, tu jo paas aayi

Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Kab tak hosh sambhale koi
Hosh ude toh ud jaane do

Dil kab seedhi raah chala hai
Raah mude toh mud jaane do

Tere khayal me doob ke aksar achhi lagi tanhaai
Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Raat teri baahon me kate toh
Subah badi halki lagti hai

Aankh me rehne lage ho kya tum
Kyu chhalki chhalki lagti hai

Mujhko phir se chhu ke bolo
Meri kasam kya khaai
Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Rooh ne chhu li jism ki khushboo tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi, tu jo paas aayi…

Written by:
Gulzar

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Saans" song is from?

The song "Saans" is from the soundtrack album "Jab Tak Hai Jaan".

Who wrote the lyrics of "Saans" song?

Gulzar written the lyrics of "Saans". Gulzar is known for writing songs like Dilbaro, Kill Dil (Title Song), and Enna Sona.

Who is the singer of "Saans" song?

Mohit Chauhan and Shreya Ghoshal have sung the song "Saans". Mohit Chauhan is known for singing songs like Pee Loon, Ilahi, and Tune Jo Na Kaha.

Who directed Jab Tak Hai Jaan?

Yash Chopra has directed the film Jab Tak Hai Jaan.