Kya Raaz Hai Lyrics

Published: | Updated:
Kya Raaz Hai lyrics and song from Raaz 3: This is title song of Raaz 3 which is sung by Shreya Ghoshal & Zubeen Garg, Zubeen wasn’t much active in Bollywood in recent past. As Shreya Ghoshal is concerned, this is an another song where she proves her versatility. This is a nice track and it is a Zubeen-Garg-Style song. Track is composed by Jeet Gannguli and lyrics are penned by Kumaar.

Kya Raaz Hai Lyrics

Marhaba aa Marhaba Marhaba…
[marhaba: Welcome]
Main rubaroo aasmaan ke
Aks meri aas taake
Chha gaye sabki nigaahon mein
Mutthi mein hai saara jahaan
Maine jo chaha aa gaya meri panaaho mein

Ye shohraton ke taaz hai
Ye daulatein jo aaj hai
Sab kuch yahaan ik raaz hai
Haan raaz hai
Khud pe mujhe jo naaz hai
Ye jo naya andaaz
Sab kuch yahaan ik raaz hai
Haan raaz hai

Marhaba aa Marhaba Marhaba…

Morey saiyyan
Morey saiyyan
Kaahe chhodi mori baiyyan
Morey saiyyan… saiyyan

Kaise mod pe laaya mujhko mera faisla
Haath se manzil, chhota hai pairo se raasta
Meri khatao’n ki ab maine paayi hai sazaa
Aage kya mera hashr ho jaane woh khuda

Marhaba aa Marhaba Marhaba…

Main rubaroo aasmaan ke
Aks meri aas taake
Chha gaye sabki nigaahon mein
Mutthi mein hai saara jahaan
Maine jo chaha aa gaya meri panaaho mein

Ye shohraton ke taaz hai
Ye daulatein jo aaj hai
Sab kuch yahaan ik raaz hai
Haan raaz hai
Khud pe mujhe jo naaz hai
Ye jo naya andaaz
Sab kuch yahaan ik raaz hai
Haan raaz hai

Dhoom tana dhoom tana…
Ra re ra re ra… (Yeh Raaz hai)

Dhoom ta dum dhoom ta dum de re na na…
Kya Raaz Hai

Written by:
Kumaar

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Kya Raaz Hai" song is from?

The song "Kya Raaz Hai" is from the soundtrack album "Raaz 3".

Who wrote the lyrics of "Kya Raaz Hai" song?

Kumaar written the lyrics of "Kya Raaz Hai". Kumaar is known for writing songs like Samjhawan, Thodi Der, and Ishq Bulaava.

Who is the singer of "Kya Raaz Hai" song?

Zubeen Garg and Shreya Ghoshal have sung the song "Kya Raaz Hai". Zubeen Garg is known for singing songs like Kya Raaz Hai, Dil Tu Hi Bataa, and O Mere Aasma.