Chalao Na Naino Se Lyrics

Published: | Updated:
“Chalao Na Naino se Baan re” is a fun song from Rohit Shetty’s upcoming Bollywood comedy film Bol Bachchan. Chalao Na… is sung by Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal and Rahat Fateh Ali Khan, composed by Himesh Reshammiya and Lyrics have been penned by Shabbir Ahmed. The song is picturised on Ajay Devgan and Asin.

Chalao Na Naino Se Lyrics

Chalao naa naino se baan re
Jaan le lo naa jaan re
Jaan le lo naa jaan re

Chalao naa naino se baan re
Chalao naa naino se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re

Kahin nikal na jaye – x4
Hamri body se, humri body se
Hamri body se praan re (umm..)
Hamri body se praan re (umm..)

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re
[Jaan lelo naa jaan re, jaan lelo na jaan re]

Shaamil na ho Shaamil na ho – x2
Hamra bhooton mein
Hamra bhooton mein
Hamra bhooton mein naam re (umm..)
Hamra bhooton mein naam re (umm..)

Chalao naa naino se baan re
Jaan le lo na jaan re

Maare gulati haaye mora jiya
Mori kalaai na modo piya
Maare gulati haye mora jiya
Mori kalaai na modo piya
Tori kalaai na chhodenge hum
Tore bin hum adhoore hain raam kasam

Kahin nikal naa jaye – x4
Humri body se
Humri body se
Humri body se praan re (umm)
Humri body se praan re (umm)

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan le lo naa jaan re
[jaan le lo naa jaan re]
Umm.. umm.. umm.. umm..

Vaani teri badi garma garam
Jaa besharam mohe aaye sharam – x2

Sharm-o-haya ki chhodo fiqar
Zindagi chaar din ki mere humsafar

Kahin nikal na jaaye – x4
Humri body se
Humri body se
Humri body se praan re (umm)
Humri body se praan re (umm)
Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo naa jaan re
[jaan lelo naa jaan re]

Shaamil na ho, Shaamil na ho – x2
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein naam re (umm)
Humra bhooton mein naam re (umm)
Chalao na naino se baan re

Jaan le lo na jaan re – x4

Written by:
Shabbir Ahmed

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Chalao Na Naino Se" song is from?

The song "Chalao Na Naino Se" is from the soundtrack album "Bol Bachchan".

Who wrote the lyrics of "Chalao Na Naino Se" song?

Shabbir Ahmed written the lyrics of "Chalao Na Naino Se". Shabbir Ahmed is known for writing songs like Ik Mulaqaat, Teri Meri Prem Kahani, and Aawara Shaam Hai.

Who is the singer of "Chalao Na Naino Se" song?

Himesh Reshammiya and Shreya Ghoshal have sung the song "Chalao Na Naino Se". Himesh Reshammiya is known for singing songs like Bewajah, Teri Meri Kahani, and Hum Pagal Nahin Hai.