Teri Yaadon Se Lyrics Blood Money

Published: | Updated:
Teri Yaadon Se Lyrics from Blood Money: The song is sung by Mustafa Zahid. It is composed by Pranay M. Rijia with lyrics written by Sayeed Quadri.

Teri Yaadon Se Lyrics

Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena yeh mushqil
Yeh woh baarish hai
Deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahaan phir teri justaju hai
Ho o o..

Teri yaado’n se doori behtar hai
Karti jeena hai mushqil
Yeh woh baarish hai deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahaan phir teri justujoo hai

Raahon mein dhoonda karta hoon
Jab bhi kahin se guzarta hoon
Bhoole se tu mill jaa kabhi
Aankhon ko cherha dikha kabhie
Koi bhi aahat sun.ta hoon
Darr pe nigaahein karta hoon
Aisa naa ho tu ho kahin
Aa ke bhi mujh se mile nahi

Tere bina main tanha hoon
Waqt se toota lamha hoon
Aise naa mujhko sazaa de tu
Meri khataayein bhula de tu
Kyun yeh ummeed main rakhta hoon
Kyun yeh main socha karta hoon
Kaash mujhe agar bulaa le tu
Gar hoon khafa toh manaa le tu
Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena hai mushkil
Yeh woh baarish hai, deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahaan phir teri justujoo hai

Written by:
Sayeed Quadri

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Teri Yaadon Se" song is from?

The song "Teri Yaadon Se" is from the soundtrack album "Blood Money".

Who wrote the lyrics of "Teri Yaadon Se" song?

Sayeed Quadri written the lyrics of "Teri Yaadon Se". Sayeed Quadri is known for writing songs like Baatein Ye Kabhi Na, Humnava, and Teri Jhuki Nazar.

Who is the singer of "Teri Yaadon Se" song?

Mustafa Zahid has sung the song "Teri Yaadon Se". Mustafa Zahid is known for singing songs like Tere Binaa, Bhula Dena, and Hum Jee Lenge.

Who directed Blood Money?

Vishal Mahadkar has directed the film Blood Money.