Jalwanuma Lyrics
Toshi, Akram Sabri

Published: | Updated:
Jalwanuma Lyrics from Ghost: Toshi Sabri and Akram Sabri have sung the song for the movie "Ghost." Sharib-Toshi directed the music while Saagar has written the lyrics for Ghost. The "Jalwanuma" song is from the "Ghost" starring Shiney Ahuja, Julia Bliss, and Sayali Bhagat.

Jalwanuma Lyrics

Teri saadgi, teri dilkashi
Teri baat aaye naa
Aisa kabhi hota nahi
Teri yaad aaye naa
Teri yaadon mein hoon khoya
Kai raaton se naa soya
Raha tanha hansa-roya
Ho Ho Ho…

Jalwanuma tu har jagah, tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera mumkin nahi hai jaana

Mere khayalon mein tu
Dil ke sawalon mein tu
Armaan hai mujh mein bas tera
Shab ke andhero mein tu
Din ke ujaalon mein tu
Har lamha tujhse hai juda aa…

Jab shaam dhale, har saans jale
Naa zor chale mera

Jalwanuma tu har jagah, tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera mumkin nahi hai jaana

Khwaabon ki baarish mein tu
Jeene ki khwaahish mein tu
Behte lahoo mein tu rawaan aa…
Fitrat iraadon ki tu
Hasrat hai raaton ki tu
Subah ki tu hi ilteja

Hai dil ki sadaa ab door na ja
Tu chaino sukoon mera

Jalwanuma tu har jagah, tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera mumkin nahi hai jaana
Jalwanuma tu har jagah, Tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera mumkin nahi hai jaana

Written by:
Saagar

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Jalwanuma" song is from?

The song "Jalwanuma" is from the soundtrack album "Ghost".

Who wrote the lyrics of "Jalwanuma" song?

Saagar written the lyrics of "Jalwanuma".

Who is the singer of "Jalwanuma" song?

Toshi Sabri and Akram Sabri have sung the song "Jalwanuma".