Ab Kya Misaal Doon Lyrics Aarti (1962)

Published: | Updated:
Ab Kya Misaal Doon Lyrics from Aarti (1962): The song is sung by Mohammed Rafi, composed by Roshan Lal with lyrics written by Majrooh Sultanpuri and it features Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala, Rajendra Nath, Vijaya Choudhury, and Keshto.

Ab Kya Misaal Doon Lyrics

Ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki
Insaan ban gayi hai kiran mahtaab ki

Chehre mein ghul gaya hai haseen chandni ka noor
Aankhon mein hai chaman ki jawan raat ka suroor
Gardan hai ek jhuki hui daali gulaab ki
Ab kya misaal doon…

Gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe
Chhu le kadam to jhuke na phir aasman uthe
Sau baar jhilmilaye shama aaftab ki
Ab kya misaal doon…

Deewar-o-dar ka rang, yeh aanchal, yeh pairhan
Ghar ka mere chirag hai boota sa yeh badan
Tasveer ho tumhi jannat ke khwab ki
Ab kya misaal doon…

Written by:
Majrooh Sultanpuri

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Ab Kya Misaal Doon" song is from?

The song "Ab Kya Misaal Doon" is from the soundtrack album "Aarti (1962)".

Who wrote the lyrics of "Ab Kya Misaal Doon" song?

Majrooh Sultanpuri written the lyrics of "Ab Kya Misaal Doon". Majrooh Sultanpuri is known for writing songs like Hai Apna Dil To Awara, Ae Kash Ke Hum, and Gazab Ka Hai Din – Bawara Mann.

Who is the singer of "Ab Kya Misaal Doon" song?

Mohammed Rafi has sung the song "Ab Kya Misaal Doon". Mohammed Rafi is known for singing songs like Mehbooba, Jab Jab Bahar Aayi, and Hum Intezaar Karenge.