Aaj Purani Raahon Se Lyrics Aadmi (1968)

Published: | Updated:
Aaj Purani Raahon Se Lyrics from Aadmi (1968): The song is sung by Mohammed Rafi, composed by Naushad with lyrics written by Shakeel Badayuni and it features Dilip Kumar.

Aaj Purani Raahon Se Lyrics

Aaj purani raahon se
Koi mujhe aawaz na de
Dard mein doobey geet na de
Gham ka sisakta saz na de

Beete dinon ki yaad thi jinmein
Maein woh tarane bhool chuka
Aaj nai manzil hai meri,
Kal ke thikaane bhool chuka
Na woh dil na sanam,
Na woh deen dharam
Ab door hoon sare gunahon se
Aaj purani rahon se
Koi mujhe aawaz na de

Toot chuke sab pyar ke bandhan
Aaj koi zanjeer nahin,
Sheesha-e-dil mein armaanon ki,
Aaj koi tasveer nahin
Ab shaad hoon maein aazad hoon maein,
Kuch kaam nahin hai aahon se,
Aaj purani rahon se
Koi mujhe aawaz na de

Jeevan badalaa, duniyaan badalee,
Man ko anokhaa gyaan milaa
Aaj mujhe apane hee dil me, ek nayaa insaan mila
Pahuchaa hoo wahaa, naheen door jahaa
Bhagwaan bhee meri nigaahon se
Aaj purani rahon se
Koi mujhe aawaz na de

Written by:
Shakeel Badayuni

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Aaj Purani Raahon Se" song is from?

The song "Aaj Purani Raahon Se" is from the soundtrack album "Aadmi (1968)".

Who wrote the lyrics of "Aaj Purani Raahon Se" song?

Shakeel Badayuni written the lyrics of "Aaj Purani Raahon Se". Shakeel Badayuni is known for writing songs like Ishq, Aaj Purani Raahon Se, and Husnwale Tera Jawab Nahin.

Who is the singer of "Aaj Purani Raahon Se" song?

Mohammed Rafi has sung the song "Aaj Purani Raahon Se". Mohammed Rafi is known for singing songs like Mehbooba, Jab Jab Bahar Aayi, and Hum Intezaar Karenge.